॥ जय माँ दुर्गा ॥
Aaye sabhi log milkar Shri Shri 108 Maa Bhagwati Durga Mandir Trust (Mahuaawan, Sasaamusa, Gopalganj, Bihar) ke vikas aur punaruddhar mein apna yogdan dein.
Mandir ka mukhy uddeshya mata ke bhavya mandir parisar ka vikas, nitya puja, aarti, bhajan-kirtan, dharamik aivam sanskritik karyakramon ka ayojan karna, aur zarooratmand logon (ann, vastra, chikitsa aadi) ki seva karna hai. Samaj mein sadbhav, seva aur naitik mulyon ko badhava dene ke liye aap sabhi ke sahyog ki atyant aavashyakta hai.
Maa ke charnon mein aapka sahyog hi hamari shakti hai! Aap bhi dan dekar, seva karke ya mandir ke karyon mein sahyogi banakar is punya ke bhagidar banein.
Bank Vivaran (Donation Details):
* Bank Ka Naam: Punjab National Bank
* Khata Sankhya (Account No.): 9951000100091416
* IFSC Code: PUNB0995100
Dan dene ya kisi bhi sahyog hetu sampark karein: 9162132741
॥ Maa Bhagwati sabhi ka kalyan karein ॥